Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question Assalam O Alaikum, Jab mein namaz parh raha hota hoon to aksar mujhy lagta hai keh gas kharij howi hai.... leiken smell nahin aati .. aur na he koi awaz... jis ki wajah se mein aksar shak mein mubtala rehta hoon.... to ese soorat mein kia kerna durast ho ga.. kia namaz doobra wozoo ker k parhi jai ya woh namaz aur wozoo theek hoon gy??...... leiken jab normal routeen mein gas kharaj ho to us ki smell lazmi hoti hai.... Please reply as soon .. Mujhy es soorat mein kia kerna hai????THANKS 
Answer w.s., aap k sawal k jawab k liye Aytullah Khamenei ka refrence availabe nahi he, aap apne sawal k liye www.wilayah.org ya www.khamenei.de par ruju karain.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.