Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question salam, meri walda bimar hain or wo rozey nahi rakh sakti ti, or na us ki qaza ada ker sakti hain, asey mai un k liye kia hukum hai. iltamas-e-dua 
Answer w.s., agar roza rakhne me zarar ka khouf he to roza rakhna wajib nahi he balke jaiz nahi he aur bimari ki wajeh se roza rakhne par qadir nahin thi to qaza wajib nahin he. (ref: istiftaat k jawabat part : ibadat Aytullah Khamnaie (d.b.) q.739 & 755) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.