Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question assalam o alaikum sawal hai k mera recent nikkah hoa hai do maheeny bad shadi hai. mery husband namaz nhi party na h roza rakhty hain mery khny par unho ne nikkah k bad namazein start kr di t but ab phr sy nahi parhy n mera un ko namaz k liye force karna pasnd nhi. main bht pareshan hon mera dil door hota ja rha hai unsy q k woh namaz nhi party ap koi tareeka bataen k main kistrha samjhaon unhe plzzzzzz. n roza ki ahmiat or namaz tark karny wali ki saza. jazakAllah 
Answer w.s., aap zabardasti nahin kar sakte, aap nasihat aur amr bil maaroof k zariye is kam se rok sakte hain. (ref: www.sistani.org/urdu/amr bil maaroof/q1) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.