Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Salam u Ailiakum i want to ask that if a person has problem of piles and bleeding after motion is done.is the splashes of blood is pak or not .plz do answer my question 
Answer Bawaseer(piles) k khoon k cheentay(splashes) najis hain. Agar piles (bawaseer) ki bemari ki wajah sa agar maqam e pakhana sa khoon niakalty huay tangon pay lag jaay tu taang ko paak kerna hoga.Laikin agar khoon kaprhay k os jagah per laga ho jo khoon nikalnay ki jagah k qareeb ho, ya jism main maqam e pakhana or is k qareeb laga ho tu namaz k liay is khoon ko paak kerna zaroori nahi ye maaf hay.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#838,839).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.