Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khumeni 
Question Salam Alaikum Could you please tell me the correct method of Divorcing a wife according to Fiqah Jafaria 
Answer w.s. 1) jo shakhs apni biwi ko talaq de raha he us k liye zaroori he k aqalmand aur baligh ho aur apne ikhteyar se talaq de 2) aurat b-waqate talaq Khoone haiz w nifas se pak ho aur us k shohar ne us ki pakizgi k zamane ya halate nifas ya haiz me jo us ki pakizagi k zamane se pehle tha us se hambistari na ki ho aur in do sharayet ki tafseel ayenda masail me bayan ki jayegi 3) talaq saheeh arabi sighe k sath padhi jaye aur do aadil mard use sunai (ref: tawzihul masail Aytullah Khumeni (r.a.) masaala # 2494, 2496 & 2504) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.