Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khoie 
Question agr roza ki halt ma soty hoy insan napak ho gya to fraz gusal kis trha kry 
Answer bismehi taala, Niyyat karney key baad sab sey pehlay sar aur neck ko dhona zaroori hay. Us key baad pooray badan ko dhoona zaroori hay aur badan ko dhonay mein behtar yeh hay keh pehlay seedhay hissay ko aur baad mein ultay hissay ko dhoya jaye. Gusl mein agar baal barabar badan bhee dhulnay sey reh jaye to gusl batil hoga. Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Seestani Probe No (367 & 380)(agar jism par koi najasat lagi huee ho to ghusal se pehle use hata lena chahiye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.