Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question sir ji main gusul pehle aise karta tha apne btana hai ke wo sahi tha ya galat jahan per janabt lagi hoti thi usko pak karna phir poora wuzu karna aur phir 3 bar right shoulder per pani bahana aur phir 3bar left shoulder per aur phit pore jism main tu kiya main ye gusul sahi karta tha ? 
Answer bismehi taala,(agar jism par koi najasat lagi huee ho to ghusal se pehle use hata lena chahiye aur us k baad) Niyyat karney key baad sab sey pehlay sar aur neck ko dhona zaroori hay. Us key baad pooray badan ko dhoona zaroori hay aur badan ko dhonay mein behtar yeh hay keh pehlay seedhay hissay ko aur baad mein ultay hissay ko dhoya jaye. Gusl mein agar baal barabar badan bhee dhulnay sey reh jaye to gusl batil hoga. Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Seestani Probe No (367 & 380) (agr is tariqe se aap ne ghusal kiya ho to saheeh he) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.