Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question salam kya jo adami bhi iesi movie dehkhe jiss sey shewat aati ho to kiya, To kiya jo rutubat body sey kharij ho woo aur jo ahtelaam mein kharij ho woo, dono mein faraq hai ya nahi?because logoo ne dono mein faraq dehkha hai. plz tell me !!!!! (all four mujtahid as above in menu) 
Answer Salam un alaikum, Baaz auqaat shewat key doraan aisee ratoobat kharij hoti jo mani nahi hoti balkeh mani sey pehlay kee ratoobat hoti hay jisay mazi kehtay hein, yeh ratobat paak hay. Laikin agar shewat key doraan khaarij honay wali ratobat mani ho to phir wo najis hogi aur us key baad gusul bhi wajib hoga. Ehtelaam mein jo ratobat kharij hoti hay wo najis hay aur us key baad gusul wajib hota hay. Ref: Tazeeh ul Masail Aqai Sistani (Probe No. 74) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.