Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question salam,, mujhay jab peshab nahee b aaraha hota to b lagta hai k kuch qatray niklay hain plzzz. tellll me k kia ye peshab k hain??kia ab paak insaan is se napak hojata hai i never understand this problem,,,,,,,,plzzz reply me ASAP.. 
Answer agar paishaab kernay k kaafi waqt guzarnay ki wajah say itminaan ho k paishaab naali(penis) main baaqi nahi raha or is doraan jism say koe rutubat kharij ho or os k baaray main shak ho k ye paishab hay k koe or rutubat tu wo paak kehlaay gi.agar aap ko yaqeen ho k ye paishab hay tu aap ko jism or badan ko paak kerna wajib hoga.aap paishaab k baad istibra karain.istibra aik mustahab amal hay jo merd is liay kertay hain k itminaan ho jaay k paishaab ab naali main baaqi nahi raha.or istibra k baad jo bhi mashkook rutubat niklay wo paak kehlaay gi or wuzu bhi baaqi rahay ga.mazeed ye k paishaab k baad kabhi kabhi aik rutubat bhi kharij hoti hay jis ko wadee kaha jaata hay jo k paak hay or is k nikalnay say wuzu bhi baaqi reta hay .(Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#69,70,72).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.