Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question sir jee agar mujhse 4 rakat sunnat miss ho gayi hai aur maine jamat ke sath farz pardh liye hai tu main 4 rakat sunnat nimaz ke baad pardh sakhta ho ya nahi mujhe iska 5 times nimaz ka batana hai apne acha yani ke fajar zohar asar magrib isha ki sunnat ke bare main batana hai agar miss ho jaye tu uska tareeqa kiya hai thanks 
Answer Fajr,zuhar or asr ki sunnat namazo ka waqt os waqt tak baaqi rehta hay jab tak k in sunnat namazo ko wajib namazo say pehlay ada kerna mumkin ho,or jab wajib namazo ki fazilat ka waqt khatam honay k qareeb ho tu behtar ye hay k pehlay wajib namaz perhlay os k baad sunnat namaz ko perhay.or isiterah magrib or is terah magrib ki sunnat namaz ka waqt os waqt tak baaqi rehta hay jab tak k in sunnat namazo ko esha k wajib namaz say pehlay ada kerna mumkin ho. or jab esha ki wajib namaz ki fazilat ka waqt khatam honay k qareeb ho tu behtar ye hay k pehlay wajib namaz perhlay os k baad sunnat namaz ko perhay.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#757,758)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.