Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Sir.. Mein apni khala k betay k sath bachpan se sath kheli barhi hun... Hum donon aek doosray ko bht pasand karty hain. Or shadi karna chahtay hain. Hum ne apny walidain se bh baat ki thi lekin hamari family ka khala ki family se relation bht nazul hogaya h.. Plx mghe batatdein k kia meri shaadi us se hoskati h ya nahuin? Or rukawaton ki soorat mein koi wazeefa bh bataedein. Mera naam ramsha ghazal or walida ka naam samia bhatti.. Larkay ka naam haseeb tanveer or walida ka naam fouzia haq h 
Answer 1)Jo shakhs kisi k darmian sulah karwana chahae to surah e taha surah # 20 ko parh kar sulah karye to donoo os ki baat ko qabool karain gay. (Ref : Payam E Shifa pg # 256) 2)Hazrat Imam jaffar e sadiq a.s. farmatay hain k jo surah e taha ko likh kar sabz rashmi kapray mai lepait kar apnay pas rakhay aur shadi k qasad say kisi k pas jae to osi nakaam nahi lotna paray ga aur wo shadi ho kar rehay gi. (Ref : Dunya aur aakhirat ki 100 perashanion ka hal pg # 18) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.