Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question SALAM MUFTI SAHAB.2 DIN PAHLE ME KAFI BIMAR HO GAI THI KE MUJE ROZA TOR KAR DWAI KHANI PARHI KIA ME NE AISA KAR K GALT KIA HE OR KIA MJE IS KE BADLE 60 ROZE RAKHNE PRE GEN YA AIK RAKH SAKTI HON PLS MJE ZROR BTAYIE GA 
Answer Insaan kamzori or naqahat (ya bohat sakht bemari) ki wajah say roza nahi chorsakta (ya torsakta), laikin agar kamzori is had tak ho k aam taur per naaqabil e berdaasht ho tu phir roza chorhnay (ya tornay) main koe maslah nahi,or sirif ramzan k baad aik rozay ki qaza Karin gi.mazeed ye k injection or drip lagwanay say roza batil nahi hota, chahay injection taaqat pohan chaanay wala or drip glucose waghairah ki hi kun nah ho. .(Ayat Ullah Seestani (d.b), Tauzee hul masail, maslah# 1564,1674,1719).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.