Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question 1-agr koi shakhs zohr ke baad safr kataqreeban 2 baje safar karta hai aor kisi dosre shahar me 5 baje sham ko pahoch jata hai to whah pachne ke baad oh qasr namaz padhega ya pori namaz padhega ,is lie ki jab oh nikla tha apne shahr se to zohar ka waqt ho choka tha. 2-agr koi shakhs kisi shahr se apne watan 5 baje pahoch ata hai aor jab oh kisi shr se chala tha to zohr ka wakt ho choka tha ab apne watn jab sham ko 5 baje pahoch gya to oh qasr padhe ga ya pori namaz padhega,is lie ki jab oh kis shar se chala tha to os ke opr namaz qasr the. 
Answer 1) Agar namaz ka waqt aajaay or itna waqt ho k namaz perhi jasakti ho or wo shaks namaz nah perhay, or dosrae shahar jaaker perhay tu wo shaks namaz ko qasar perhay ga 2) Or isi terah agar namaz ka waqt dosray shahar main aajaay or itna waqt ho k namaz perhi jasakti ho or wo shaks namaz nah perhay, or apnay watan(shahar)aaker perhay tu wo shaks namaz ko poori perhay ga, Kun k namaz k ada kernay k waqt ko daikha jaata hay k, nah k namaz kis waqt wajib hoe os ko daikah jaata hay. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#950).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.