Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question sir eid ul fitr ko ghusl karna sunnat hai aur is ghusl ki niyyat kiya hogi ?  
Answer bismehi taala, eid ul fitr aur eide qurban ka ghusal musthab he aur is ka waqt subh ki azan se suraj ghurub hone tak he aur behtar yeh he k eid ki namaz se pehle kar liya jaye (ref: tawzihul masail Aytullah Seesatani (d.b.) masaala no.651) niyyat qurbatan elalllah hogi. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.