Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question hamal main rozay chonay ka kaffara kya ha  
Answer bismehi taala, jis orat ka wazae hamal ka waqt qareeb ho, us ka roza rakhna us k liye ya us k hone wale bachche k liye muzir ho us par roza wajib nahin aur zaroori he k woh har din k awaz ek mud taam faqeer ko de aur dono soorto me jo roze na rakhe ho un ki qaza baja laye. (ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no.1737) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.