Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Plz help my question 
Question Darasal baat yeh h k mujhe roz mani nikalne ki aadat si ho gai h. Kya rozana mani nikalne se mai napak rehta ho. Aur isse kya problum hoti h. 
Answer 1)Agar istemna kartay hain to istemna (hand practice) karna islam mai haram hai. (Ref : jaded fiqhi masail aqa sistani d.b. pg # 253, masla # 462) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 2)Do cheezo sai insan mujnib(halat e janabat) ho jata hay. i) jima(intercourse) or ii) mani(semen) k kharij (nikalnay sai). 3)Agar koi shakhs mujnib ho jae namaz aur is jaisi doosri ibadatoo k lie ghusl e janabat wajib ho jata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344, 356)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.