Question |
Assalam O Alaikum, aap ko mah-e Ramzan k rozy mubarak hoon,1. Mein ne Qaza namazoon k adda kerny ka tariqa aap se pucha tha... aap ney us ka jawab dia keh kisi aik namaz ko shoro kerin aur Panjgana ki tarah perhty rahin.... Kia mein Esha k baad Qaza namaz ki niyat ker k.. Pehly Fajar pher Zuhar pher Assar Pher maghrib aur pher Esha..... es tariqa se ekhati 17 rakaat parh sakta hooon.... Ya fajar k waqt fajar, Zuhar k waqt Zuhar, Assar k waqt Assar, Maghrib k waqt Maghrib aur Esha k waqt Esha ki qaza de jay gi... Please in detail mujhy clear ker dein thanks... ALLAH aap ko jazay-e Khair dee... (Aamin) |