Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Assalamoalikum.....sir mai nai rozay khonlay k baddd istmna kya tha likin mere mani(spearm) uss time kharij nahi hoowa....or woo mid of the day rozay ki halt mai howa....but uss mai manni nikalny ki poorii 3 nishanian nahin then...assaa aksar mere satt hoota hai ...jub rafa hajt k liye jawonn mostly tabb ....... then rozay maii nai gusal kar liya or agaly din ka roza rakh liya...kya mujh pai koi roza ya namaz ki qaza or kfara hai...kindly jaldi jawab dain...  
Answer Agar kisi shaks k badan say koe rutubat kahrij ho or wo ye nah jaanta ho k ye mani hay ya khuch or tu agar wo rutubat lazzat k saath or uchal ker nikli ho or nikalnay k baad badan sust hogaya ho tu wo rutubat mani k hokum main hay.laikin agar wo beemaar ho tu zarori nahi k rutubat uchal ker niklay or oskay nikalnay k waqt badan sust hojaay,balkeh agar sirf lazzat k saath niklay tu bhi wo rutubat mani k hokum main hay.bay ikhtiyaari(yani mani k is waqt nikalnay main aap ki merzi nahi thee) ki halat main mani k nikalnay say roza batil nahi huta.is liay aap ka roza batil nahi hay,or naahi koe kaffarah wajib hay.agar jism say nikalnay wali rutubat main mani ki nishaaniyaan maujood theen tu app per ghusl wajib tha.agar baghair ghusl k namaz ada ki thee tu namazon ki qaza aap per wajib hay.laikin jaisa k aap nay fermaya k os rutubat main mani ki sab nishaniyaan maujood nahi theen is liay ghusl bhi wajib nahi,or namazain bhi dorust hain. .(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#345,1570,1573) . istimna haram or gunah hay.is gunah se bachnay ka sharee rasta sirf shadi he. (www.sistani.org. topic:istimna q.10)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.