Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question Salam agha sb. Mara sawal yah hay kah agar bagum sa char char karta hua ya koie film waghara dakhta hua agar shak ho jaia kay maney kharij ho gaie hay ya yaqeen ho jai kah kharij hoie the. to ase soorat main kay hamra paint aor shirt, ya shalwar qameez donon najas ho jate hain ya sirf shalwar, paint. aor qameez aor shirt dhona ke zaroorat ha ya naheen.  
Answer jis jagah per lagay sirif wohi maqaam nijis hota hay jahaan nijasat lagi hay baaqi tamaam jagah paak rehti hay.mazeed ye k jis ko yaqeen ho k os k jism say maney karij hoe hay tu os per ghusl wajib hay sirif shak say ghusl wajib nahi huta.maney k nishaniyaan teen hain:i) lazzat say kharij ho.ii)uchal ker niklay.iii)nikalnay k baad jism sust hojaay.(ref:Aayat-ul-Allah Khamnaie(d.b),talee mul ehkaam,Pg# 50 & 100)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.