Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khoie 
Question Salamun aleikum ! kya kisi hindu ke hath ka khaya ya piya ja sakta hai. Jabki mana karne par uski dil shikani ho?Hamare atraf main muslims bahot kam hain.  
Answer Kafir(maslan hindu) najis hain, or kafir ka tamaam jism yahaan tak k os k baal,nakhun or rutubatain(wetness)bhi najis hain.is liay is say perhaiz karain.or ye bhi yaad rahay k paak cheez agar najis cheez say milay(touch) jab k dono main say koe bhi cheez is qadar geeli(wet) ho k aik ki rutubat dosri ko pochan jaay tu paak cheez bhi najis hojati hay Aap dil shikni nah karain balkeh tauriyah (aisi baat k jo jhoot bhi nah ho or is baat say aap ka iradah khuch or ho or sunnay wala khuch or samjhay) say kaam lain.maslan ye keh dain k bhook nahi hay ya dil nahi chahraha or os ko ehsaas bhi na honay dain k aap kun mana ker rahay han.laikin agar baat taqayha kernay tak pohanch jaay tu or baat hay. (ref: Ayat ullah Khoie(d.b).Tauzee hul masail,maslah#107,108,126,2684, & Pg #304).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.