Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question I am defence person. My home is in Rawalpindi and now a days I am living in peshawar from last 3 years due to duties. One day I went to Rawalpindi (Home) for 3 days. After 3 days I came back in Peshawar, but after 2 days I again went to Rawalpindi (Home). Question is waht about my prayers, is it "QASAR" or "FULL" also what about my "FAST" (Roza). Thanks. 
Answer Wo shakhs jo kaseerus Safar ho yani ziada safar karta ho chahay is ka pesha safar say wabasta na ho jaisay wo shakhs jo haftay(week) main teen(3) din safar main guzaarta ho chahay is ka safar tafreeh ya sayahat kay liye ho aisay shakhs kay liye zaroori hay kay apni namazain poori parhay aur safar main rozay bhi rakhay.aur agar wo kaseerus safar na ho to hadd-e-tarakhus kay baad wo namazoo ko qasr anjaam day ga aur roza bhi nahi rakhay ga bashart ye kay namaz qasr honay ki baqi sharait bhi maujood hoon.Ref:Tauzeehul Masail Pg.No.209. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.