Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam.hamare do ulama me ye discuss horaha he k sistani sahab ne chemical wali mehndi lagane ki ijazat di he is shart par k wazo k bad tayammum karen?kia ye sahi he,wazahat kar deje 
Answer Agar wuzu kernay walay ko skak ho k wuzu ki jagah per jo cheez lagi hoe hay wo rukawat hay ya nahi tu os ko hata ker paani khaal tak pohan chaana wajib hay.or agar yaqeen ho k ye rukawat nahi hay tu is ko hatana wajib nahi.or agar rukawat aysi ho k jis ko hatana munkin nahi ho tu, agar ye rukawat wuzu k hisso per hay tu wo tayyammum karay,or agar ye rukawat tayammum k hisso per hay(yani hathayli or maatha) tu wuzu or tayyammum dono karay.(ref:Ayat ullah Seestani(d.b) Tazeehul masail,Maslah #289,337). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.