Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam,namaze Nafla aur mustahab namaz bahar k ulawa kia ghar me bhi chalte phirte parh sakte he,agar koi buhut masroof ho tu kia hukum he,plz reply 
Answer Mustahab namaz raasta chaltay hoay or sawari ki halat main bhi perhi jasakti hay or in dono halato main zarori nahi k namazi ka rukh qiblay ki janib ho. (ref:Ayat ullah Ayat Ullah Seestani (d.b), (D.B), Tauzee hul masail, Maslah #769). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.