Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question salam un alike. barah e karam ya wazahat kar dxain k agar piles ki bemari ki waja sa agr maqam e pakhana sa khoon niakalty huay tangon pa lag jaiy tu kia insan napak hojata ha kia namaz ko baja lanay k liay pak hona zauri ha. Allah apki tufiqat mai mazeeed izafa karay.Shukriya 
Answer Agar piles (bawaseer) ki bemari ki wajah sa agar maqam e pakhana sa khoon niakalty huay tangon pay lag jaay tu taang ko paak kerna hoga.Laikin agar khoon kaprhay k os jagah per laga ho jo khoon likalnay ki jagah k qareeb ho, ya jism main maqam e pakhana or is k qareeb laga ho tu namaz k liay is khoon ko paak kerna zarori nahi ye maaf hay.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#838,839). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.