Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question meri zoja aur us ka baap mujh sai khola liana cha rahai hai magar mai us ko khola daina nhy cha raha hon womujh per zoor dai rahai hai meri rehnumaie farmaeyai? aur yai bhi bataeyai kai wo kin shrait per mujh sai khola lai sakti hai? 
Answer Jab aurat apnay shohar ki taraf maa’il na ho(ya os ko pasand na kerti ho) or apna meher ya koe raqam apnay shohar ko is liay day takeh woo os ko talaq e khula day, aisai talaq ko talaq e khula kehtay hain talaq e khula main baat laazmi hay k zoja apnay shohar say itni nafrat kerti ho k hoqooq e zojiyat(maslan hambistari) ada nah kernay ki dhamki day.mazeed ye keh talaq k liay zarori hay k merd apni merzi ya ikhtiyaar say day,ager os ko talaq per majboor kia gaya ho tu tu ye talaq batil hogi.(Ref: Aytullah Seestani (d.b.) tawzee hul masail maslah # 2492 & 2462). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.