Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khumeni 
Question meri zoja apnai walid kai kehnai per mujh sai khola laina cha rahe hai liakin mai us ko khola daina nhy cha raha hon aur yai chata hon kai wo merai sath rahai is maslai mai meri rehnumai karai agar wo khola liana cha rahi hai to wo kin shrait kai sath mujh sai khola lai sakti hai? jab kai mai us ko khola daina nhy cha raha ho. 
Answer Agr apki biwi apki taraf mail na ho or wo apse is qadr shadeed krti ho k apko wazeefa zojiyat ada na krne ki dhamki deti ho to agr wo apko mehar ya koi or maal bakhsh de take ap use talaq e khula deden to wo is bat ka haq rakhti hai k ap se talaq ka mutaliba kre albatta talaq apki marzi per moqoof hai, or jab tak ap apne irade or ikhtiyar se talaq na den tab tak talaq nahi hosakti.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2462-2492). Update on dated 04-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.