Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Raat ko sotay wakt money kharij ho gai thi aur bistar ki chadar kay sath metres bhi najis ho gaya tha chadar to may nay pak kar li metres kay liye kiya hukum hay kiunkay metres ko dhoya to nahi ja sakta may nay metres ki site change kar di hay najis honay wala hissa neechay kar diya hay aur dusray hissay par chadar bicha raha hoon aur usi par sota hoon? 
Answer Agar usay kur ya jari pani main dhoya jaey to ain-e-najasat door honay kay baad wo paak ho jaey gee laikin agar usay qaleel pani main dhoya jaey to jis tarah bhi mumkin ho us ka nichorna zaroori hay,khwah is main paaon hi kion na chalanay parain takay is ka dhoowan alag ho jaey.Ref:Tauzeehul Masail Pg.No.36 Masala No.157. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.