Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Mera swaal yeh hai k nahaney ke doran wuzu ho jata hai ya alahda karna parega.agar nahaney ke doran sharmgah ko haath lag jai to wuzu baqi rahe ga .Nahaney ke doran wuzu ka kia tariqa hai? 
Answer Tamaam wajib or mustahab ghusl k baad, namaz or dosri ibadaat k liay wuzu kerna zarori nahi hay (siwaay ghusl e istihazah e mutwasitah k).or ghusl e janabat k baad namaz k liay wuzu kerna haram hay.Agar nahanay say aap ka matlab sirif aam nahana hay tu is say pehlay ya baad main namaz or dosri ibadaat k liay wuzu kerna zarori hoga.(ref: Ayat ullah Seestani (D.B),Tazee hul masail,Maslah # 389). or sharmgah ko haath laganay say wuzu batil nahi hota.wuzu sirif 7 Chezo say batil hota hay. (ref: Ayat ullah Seestani(D.B),Tazee hul masail,Maslah # 322).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.