Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question YA ALI MADAD my question is that k jub namaz k tashahud me shahadat e salasa jaiz nai tu humari azan me ise q shamil kiya gya or jub quran me her jaga 3 shahadato ka zikr he tu humari namaz me is ki ijazat q nai he 
Answer Deen k ehkaam per amal kernay k liay zaroori hay k insaan ya tu mujtahid ho,ya ehtiyaat per is terah amal karay k kisi bhi mujtahid k fatway ki mukhaalfat nah ho.or ya phir mujtahid ki taqleed karay.Taqleed ka matlab or maqsad ye hay k mujtahid k fatway k mutabiq, baghair daleel k amal ko anjaam diya jaay,or apnay amal ka khuda ki baardah main os ko zimmay daar qaraar diya jay.(Ref Ayat ullah Seestani(D.B), Jadeed fiqhi masail pg # 47).Namaz main sirif Quarn or dua(ya salawaat) or Allah k zikr main izafah kernay ki ijazat hay,is k alawa ki ijazat nahi.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#1121,1122). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.