Answer |
Quran or Ahadees main qiyamat k din or tareekh ka tu nahi btaya magar qyaamat k aaany ki 10 nishaniyaan biyaan ki hain.jin say main say kuch ye hain dajjaal ka aana,imam e zamana(a.a) ka zahoor,maghrib say soraj ka nikalna,Esa(a.s)ka Aasmaan say zameen per nazil hona, sufyani ka aana wagaira(Ref: qiyaamat k 10 merhalay, Pg# 37). |