Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Sajde mai Allah kay kisi aur ism ki tasbeeh ki ja sakti hai for example subhana rabi al rehman wabay hamdaihi 
Answer Sijday main subhaa nallah(chota zikr) 3 mertabah ya subhaana rabbi yal a’alaa wabihamdih (berha zikr) 1 mertabah perhna zarori hay,behtar ye hay k yehi zikr perhay jaain,laikin koe bhi zikr perhna kaafi hoga,laikin ehtiyaat e laazim ye hay k itni hi miqdaar main ho jitna k btaya gaya hay.maslan 3 mertabah “allaaho akbar”, ya 1 mertabah “subhaana rabi yal rahmaani wabihamdih”.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), tauzee hul masail, maslah#1036).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.