Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question assalmun allehkum janab mera sawal ye hai k kya NAIL POLISH lagane ke baad WAZOO kae sakte hai KUCH LOGO KA KAHNA HAI KE NAKOON KO THODA SA KHALI CHOR DIYA JAI TO WAZOO HO JATA HAI WAZAHAT KRDE 
Answer Agar nail polish haath ki ungliyoon per lagi ho tu wuzu nahi ho sakta,kun k nailpolish rukawat hay.or wuzu ki shraa’it main say aik ye hay k wuzu k aa’zaa(parts) per koe aisi rukawat nah ho jo pani jo jism tak pohanchnay nah day.laikin agar nail polish pair(foot) ki ungliyoon per lagi ho or dono pairon ki aik aik ungli per nah lagi ho,tu pairon ka masah os aik ungli say(jis per nail polish nahi hay) lay ker pair k jorh(joint) tak masah kiya jasakta hay.Kun k pair k masah main pair ki aik ungli say lay ker jorh tak masah kerna wajib hay.(ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#251,289 to 297). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.