Answer |
1)Zina krna haram hai. (Ref : Minhajus Salaheen Ayatullah Sistani d.b. Part #1, masla #30)
2)Toba karni chaheay Parwar digar nai quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey.(Ref : sistani.org ques # 1 , toba)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|