Question |
maine suna hai ki mazi ak dirham se zyada nikal jaane par insaan naapak ho jata hai,mera sawal hai ki wadi kitna nikal jaata hai to insaan naapak ho jaata hai,mere har peshab ke baad thoda sa wadi nikal jata hai,agar ye har peshab ke baad nikle aur baar baar pant par lage to kya wo pant naapak ho jaayega? |