Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Rozgar 
Question mairai hasband 5 months sai bayrozgar hain, kam hotai hotai rok jata hai, mairai hasband nai shadi apnai parents ki marzee sai nahi ki, jis ki waja sai un k parents shadi mai nahi ayy, aur na happy thayy, shadi k furun bad woo bayrozgar ho gai, kia is ki waja mai hoon, ham bus 2 months sath rahai hain, us k bad mai apnay parents k gher agai, q k rent ka gher offort nahi kar saktai thaay, ab woo apnai gher aur mai apnai gher, 2 months bohat achay rahai, ki is ki waja nazar ho sakti hai, ab to lagta hai hum dono pagal ho jain gai, rozgar na honai ki waja sai, kia nazar lag gai hai, ya parents ko naraz karnai ki waja sai asa howa hai, jab k mairai hasband abhi bhi apka farz pora kartai hain apnai waldan ka, kia karai k hum sath aur achi life gozar lain, un ko rozgar mil jai, 
Answer Wednesday k din 2 rakat namaz rozgaar ki niyat sai parhain aur namaz k bad 40 martaba surah e kousar parhain.(Ref: payam e shifa pg # 230)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.