Answer |
1)Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254)
2)Jo ratubat shewat anghaiz tasaworat k waqt insan apni sharamgah me mahsoos karta hai wo pak hai is se ghusal bhi wajib nahi hota hai aur na wazu batil hota hai.
3)Mani k niklnay sai insan mujnib ho jata hai chahae kam niklay ya ziada, (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344, 345)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|