Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question 1.Hum ne suna hai ke Biwi marnay ke baad Shohar ke liye Na-mehrum ho Jati hai woh na us ko hath laga sakta hai na dekh sakta hai kya yehi sahi hai ? 2. Kehtay hain joray asmanon par bantay hain .isi liye zameen par bhi wohi jora banta hai kya roz e akhrir bhi yehi jora banay ga ?  
Answer Jee nahi.bivi mernay k baad shohar k liay na-mehram nahi hojati.balkeh mernay k baad bhi bivi shohar ko or shohar bivi ko baghair kis perday k ghusl day sakta hay.(Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#548)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.