Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Hamara nikkah ho chuka hay. Rukhsati 2 years k baad hay but kabhi kabhaar phone per hum oral sex kar letay hain kiya yeh Islam mein jayaz hay? 
Answer Nikah k baad bivi say shewat(lazzat) wali baat kerna kerna bhi jaiz hay.jaahaan tak phone per shehwat (laazat) wali baat kernay ki baat hay tu ye khiyaal rahay k is kaam say aap haraam kaam(maslan istimna(hand practice)) main nahi perhain gay,tu phone per lazzat wali baat kerna jaiz hogi.(Ayat ullah Seestani(d.b), jaded fiqhi masaail,maslah#396,452) . .Update on dated 18-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.