Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam sir mene apko kafi time phle 2 mails ki jis me se aik ye thi k kia ahtiat e wajib aur ahtiat e lazim alag alag term hen aur ahtiat e lazim ki definition kia he plz reply.salam 
Answer Ehtiyaat e wajib or ehtiyaat laazim main farq fatwa daynay k lihaaz say hay,laikin maqaam e amal(practical) main koe farq nahi.yaani Ehtiyaat e wajib ya ehtiyaat laazim ho,ya tu is ehtiyaat per amal karain ya fal’aalam mujtahid(2nd number main sab say ziyada ilm wala mujtahid) ki taraf is mislay main ruju(contact) karain agar wo 2nd aa’lam mujtahid ijazat ya fatwa day tu phir osk fatwa per amal kiya jasakta hay or is ehtiyaat ko chorha jasakta hay.(Tauzee hul Masail,Pg#473,744,478,Ayatullah seestani(d.b).)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.