Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khoie 
Question 1. Koi Shaks Ghusl Tertibi fix shower or telephonic shower mein karta hai to us ka Gusal sahi hai. 2. Agar ek office mein Washroom saaf karne wala Hindu hai aur hum waha wazu karte hei to us ke liye kya hukum hai? Wsalam,  
Answer jee haan, Tertibi ghusl fix shower or telephonic shower se kerna sahi hay. Laikin shower se ghusl kernay walay ko chahiay k wo sar or gerdan ko mukammal dhonay k baad ehtiyaat e wajib ki bina per apnay sar ko shower k pani se juda karay or is k baad dobara ghusl ki niyat se badan ko shower k paani main lay ker jay or badan ko dhoay. (Ref : Al-Masa,ilul shariyah,Part#1, Ayatullah Khoe (r.a.),pg#50, Masla # 2) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.