Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Asslamualyekum sir, Mera swal ye hai main apni cousins ko apni behenon ka derja deta hun, koi lazzat ka irada or haram mein perney ka khof nhe hai, to kia ek dusray ko dekhna or baat cheet kerna jaiz hai? jbkeh hamari baat b hamesha ikhlaq k dairey mein he hoti hai. or hm ne hamesha ek dusrey ko bhai behen he smjha hai. 
Answer Na mehram se aam mamool ki baat cheet karney me jis k ander koe shehwat na ho koe haraj nahi he laikin is me bhi shart he k is se koi jinsi lazzat haasil nah ho aur naa hi haram me perhnay ka dar ho.(ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 3, ques # 115, pg # 57) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.