Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam.mera sawal ye he k agar kici ka face naturally attractive ho tu kia usko cover krna wajib he jab k cover karne se usko yaqeen ho k isko bura samjha jata he aur loog deen se door horahe hn aur usko pata ho k face cover karne se wo logo ki nazron me ziada ayegi yani shurat ka sabab he tu kia kare,ya bhi bata dije k seestani sahab k yaha face cover krna ahtiat wajib he agar han tu phir me sistani sahab k baad kis marje ki taraf rujo kar sakti hn means yani kece pata chale ga k sistani sahab k baad kon aalum he jis ki taraf hum ruju karen?plz mujhe is sawal ka jawab zaror chahye 
Answer Aurat namehram merd k saamne chehra or kalaeyo tak hath khule rakh sakti hay,laikin agar aap ko haram main mubtila hone ka khoof ho ya kisi merd ko (hath ya chehra) dikhana haram main mubtila kerne k irade se ho tu in dono soorto main inko chupana wajib hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2399). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.