Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam sir .mera sawal ye he k agar koi shadi ho k combine family me jaye tu wo har waqt socks nahi pehn skti is surat me wo kia kare gi ?kbhi aesa hota he k ghar me buht mehman hote hn aur hum socks na pehne hn tu kisi ki nazar nahi parti aur phno tu sub point out krte hn is surat me kia kia jaye.plaz reply 
Answer 1)Aurat na mehram k samnay apna chahra aur hataili zahir kar sakhti he. Ba’shartay k is se fail e haram me mubtila honay ka khatra na ho, is ka maqsad mardoon ko haram me mubtila karna na ho aura am tor per fail e haram me mubtila honay ka sabab na babay warna agar fail e haram me mubtila honay ka khatra ho to mehram mard se bhi parda karna wajib ho ga. 2)aur aurat k lie jaiz nahi he k wo apnay qadmoo ki pusht na mehram mardoon k samnay zahir karay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 501 , 502 pg # 265) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.