Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam.sir radd e mazalim kise khte hn.aur agar kisi k pas kisi aur ki 50 ya 100 rs tak ki cheez ho aur usko wapis krna mumkin na ho tu wo ye rs kis ko de ge aur agar us k pas rs na hn tu wo kia kare ga 
Answer sher’e layhaaz se agar aap k zimmay kisi ka maal ho or oska ya os k wariseen or jaannay walo ka koe at pta(address) maloom nah ho ta keh aap os ka maal osay lauta sakain tu os maalik ki taraf se kisi faqeer ko sadqa kernay ko radday mazalim kehtay hain. Or ehtiyaat e wajib ki bina per radday mazalim ada kernay se pehlay mujtahid se ijazat laina bhi zarori hay. http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=1125 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.