Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Salam, kiya mangni k baad mei apni mangetar se baat cheet aur mulaqat aur use ba hijaab dekh sakta hu, aur us se shariyat k daire mei reh kar izdawaji zindagi k baare mei baat kar sakta hu, chatting aur sms k zariye aur kiya mein us se phone per baat karsakta hu aur ham ek dusre ko email per apni pictures send kar sakte hain kiya?? inshallaH v will get married soon 
Answer mangaiter apas main na mehram hain.Mangni k baad aam mamool ki baat cheet karney me jis k ander koe shehwat na ho koe haraj nahi he lakin is me bhi shart he k is se koi jinsi lazzat haasil nah ho aur naa hi haram me perhnay ka dar ho. 2)Agar be’hijab tasveer he to Tasveer ko lazzat k sath dekhna jaiz nahi he bal’ke bagair lazzat k bhi ethiat ki bina per jaiz nahi he. (ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 3, ques # 115 , 116 pg # 57) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.