Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Agar ek aurat ne chemical wali mehendi ya nail-polish lagayi hui hai toh is soorat mein iske liye wuzu ka kya hukam hai? kya uske liye mehendi ya nail-polish ki maujudgi mein wuzu aur us per tayammum karna kaafi hoga ? 
Answer Salam un alaikum, Agar yeh mehendi paani key pohonchney mein rukawat banti ho to wuzu sahi nahi hoga. Agar shak hai keh paani pohnchay ga ya nahi tab bhi zaroori hai keh mehendi ko hata liya jaaye. Ref: Tawzeeh ul Masail Aqai Sistani Probe No. 289 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.