Answer |
Janab e Imam e zamana (a.s.) se manqool he k dushmanoo k door karney, un ki rus’va’e, sahar(magic) ko be asar karney aur maqasid e deni aur dunyawi pura honay ke lie dua saba’sab bari afadiat rakhti he.(Ref : kitab wazaif ul abrar pg no 121). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |