Answer |
Allah k ilawa kisi dosray ko sajda karna haram hai. baz log jo imamo k mazarat k samnay peshani zameen par rakhtay hain agar wo Allah ka shukr ada karnay ki niyat se aisa karain to koi haraj nahi warna mahal e ishkal hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1077) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |