Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Assalam o alaikum..hm ye sun rhe hn k hmare imam e zamana ka zahur issi sadi m hoga ya 5 sadiyon baad aap y btaen k iss m ks hd tk sachai h. jawab ka muntazir 
Answer Koe shaks bhi zuhoor k waqt k baray main nahi jaanta or is k baray main dawa kernay wala her shaks jhoota hay.haan hum sub imam(A.S){Khuda on k zuhoor main tajeel karay} k zuhoor k muntazir hain.is waqt hum sub ki zimah daari ye hay k fuqahaa ki taraf say biyaan kerdah ahkaam e sharee’at per amal karain zuhoor k baad hamari zimmah daari ka ta’ey’yun khud hazrat hujjat(A.S) ferma’een gay.(Ref: Ayat Ullaha Sistani (d.b.), mujtahid say pochay gay sawalaat, part# 2, sawaal #228). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.