Answer |
Jis aurat ka daimi nikah ho jaay is k lie haram hai k shohar ki ijazat k bagair ghar se bahar nikle chahae is ka nikalna shohar k haq k manafi na bhi ho magar ye koi aham zarorat paish aaye. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2376) Maslay k sath aap ko aik wazif abhi btaya jata hai: Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina surah # 60, ki ayat # 7, ko 7 martaba parha karain. Is se donoo me be’misal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404).Update on dated 07-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |